वो विडियोस जो की बहुत ही कम समय के होते है और साथ ही साथ हास्य प्रध भी होते हैं उन्हें वाइन्स ( vines ) कहते हैं।
SWN MAKE VINES ek youtube channel hai jis me ek SWN naam ka ladka hai vo apne apni real life k Vo funny moments ko in video through m dekhana chata hai .
Abhi tk mein 3 vines banai hai vo bhi real life to nhi hai lekin starting m Jo jo mere Dimag m ata hai vo All most m try karta hu Apne video m dekhane ka ek proper Relationship Goal par mere videos hoge jesay ki in 3 videos m Dekhaya hai SWN MAKE VINES k next upcoming videos m vo sab dekhauga Jo ki vishal Sharma Real life m bus sochta hai lekin ya Dreams banata hai ya story banata hai.
Swn make vines m kuch new thoughts music and camera tricks Dekhauga Jo mein Abhi tk bus socha hai ki is taraha say bhi Viewers ko Dekha skte hai. Tricks sayshi hogi log puche jesay ki mein apne banaye huye video m say ek video hai shitti impression us m Gourav jo ki mere video m 2 Lead Roll kar raha h us ko mein bike par khada kar k upar say Suns cream drop kar waiiii thi logo ne bhaut pucha massages m ki vo kesay kiya Tre par kon tha lekin vo Tree par ni camera ki trick say Viewers dekh k laga ki koi tree par say Colgate Drop kar raha hai. Jb ki vo Trick thi .
Asay hi ek or Fight Goal Swn make vines Video m ek or trick Dekhane wala hu.
Swn make vines video m har bar caretaker par class k bacho m say hi un video m le kar Auga jo us roll play kare abhi tk to Bus meri class's m say 2 log k alawa koi bhi nhi hai .
Challenge wali day . Jesay ki m 3 video bana chuka hu jb first video shoot karne say phele mere Dimag m bhaut kuch chal raha tha video bana liya class k bache kya bolege ya in log ko pasand ayega ki nhi channel kaam karega ki nhi kahi log mja na bana day ya log kya sochege fir mein socha chalo shoot kar leta hu logo ka kaam hai sochna m video ka naam karta hu logo ko sochne dayta hu hu jo hoga dekha jayega or video dal diya shoot kar k mein. Ab Dal to diya hai mein socha ki next video m jb hi banauga jb is video par 100 say upar views hoge to hi varna m SWN make vines channel Delete kar duga or 3 Din m us par Facebook par 1.8k viewers ho gye. Logo ka response acha ane laga log massage karne lage video m ane k liye un ko pasand aya lekin vaha par 40% log asay bhi hai jin logne kaha Yeeee faltu hai baand kar in sub ko ek dam kharab hai Yeee video Etc.
Youtube par abhi Tk 20 Day's m mein all over Instagram or Facebook Twitter Google plus say 5000 + say upar ho gye hai. Logo k msg a rahe ki next video Kb ayega etc .......

No comments:
Post a Comment